Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeFarz (1967)
HomeFarz (1967)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa jaa aa jaa na uun hun yahaan dekhne waala sunne waala koi nahin hai bas main aur tu turut tu ru turut tu ru nana nana nana na ja aaja mere paas yaya yaya ya main chali aaun tere paas ye tanhaai haye haye main aur tu turut tu ru ssssh nana nana nana na ja aaja mere paas yaya yaya ya main chali aaun tere paas ye tanhaai haye haye main aur tu turut tu ru ya main hoon ya tu hai ya hai ye kaali raat ya main hoon ya tu hai ya hai ye kaali raat akele aa sunle ab donon dil ki baat ya main hoon ya tu hai ya hai ye kaali raat mujhe bekraar kar thoda sa to pyaar kar ye hai mere dil ki aarzoo turut tu ru ssssh nana nana nana na ja aaja mere paas yaya yaya ya main chali aaun tere paas ye tanhaai haye haye main aur tu turut tu ru na socha na samjha na dekha na jaana na socha na samjha na dekha na jaana na galti pe galti tu kaisa deewana na socha na samjha na dekha na jaana main bhi aankhen chura loon tujhse daaman chhuda loon lekin kya karun main i love you turut tu ru sssss
baar baar din ye aaye baar baar dil ye gaaye baar baar din ye aaye baar baar dil ye gaaye tu jiye hazaroon saal ye meri hai aarzoo happy birthday to you happy birthday to you happy birthday to sunita happy birthday to you baar baar din ye aaye baar baar dil ye gaaye tu jiye hazaroon saal ye meri hai aarzoo o ho aa ha sunita bekaraar hoke daaman thaam loon main kiska kya misaal doon main teri naam loon main kiska nahin nahin aisaa haseen koi nahin hai jis pe ye nazar ruk jaaye bemisaal jo kehelaaye jis pe ye nazar ruk jaaye bemisaal jo kehelaaye tu jiye hazaroon saal ye meri hai aarzoo o ho aa ha sunita auroon ki tarah kuchh main bhi tohfa aaj laata main teri haseen mehfil mein phool leke aata jee ne kahaa usse kya hai phoolon ki zarurat jo bahaar khud kehlaaye har kali ka dil dhadkaaye jo bahaar khud kehlaaye har kali ka dil dhadkaaye tu jiye hazaroon saal yeh meri hai aarzoo o ho aa ha sunita phoolon ne chaman se tujhko hai salaam bheja taaroon ne gagan se tujhko
dekho dekho ji socho ji kuchh samjho ji baaghon mein phoolon ke mele hain phir kyun akele hain hum tum hum tum hum tum hum tum dekho dekho ji socho ji kuchh samjho ji baaghon mein phoolon ke mele hain phir kyun akele hain hum tum hum tum hum tum hum tum aise rootho na humse khuda ke liye aise rootho na humse khuda ke liye ke hum hain taiyyar har ik saza ke liye jo chaahe keh lo humse sun lo hamse haaan dekho dekho ji socho ji kuchh samjho ji baaghon mein phoolon ke mele hain phir kyun akele hain hum tum hum tum hum tum hum tum husn to ishq ki daastan ban gaya husn to ishq ki daastan ban gaya ji ishq aise mein kyun bezuban ban gaya haan chhodo na hi keh do kuchh to bolo haan dekho dekho ji socho ji kuchh samjho ji baaghon mein phoolon ke mele hain phir kyun akele hain hum tum hum tum hum tum hum tum mehboob humaare tumhen kya pata mehboob humaare tumhen kya pata ke har kali ban gayi aaj mehbooba aise mein tum bhi hum ko dilbar keh do haaan dekho dekho ji socho ji
hum to tere aashiq hain sadiyon purane hum to tere aashiq hain sadiyon purane chahe tu maane chahe na maane chahe tu maane chahe na maane hum bhi zamane se hain tere deewane hum bhi zamane se hain tere deewane chahe tu maane chahe na maane chahe tu maane chahe na maane aayee hain yun pyaar pe jawaniyan armaan dil mein hain dil mushkil mein hai jaane tamanna tere isi pyaar ki kahaniyan har mehfil mein hain sab ke dil mein hain jaane tamanna chhedte hain sab mujhko apne begaane chhedte hain sab mujhko apne begaane chahe tu maane chahe na maane chahe tu maane chahe na maane hum to tere aashiq hain sadiyon purane chahe tu maane chahe na maane chahe tu maane chahe na maane sochon mohabbat mein kabhi haath se daaman chhoote to do dil roothe to to phir kya ho aisa na ho kaash kabhi pyaar mein waaden tuten to do dil roothe to to phir kya ho hum to chale aaye sanam tujhko manane hum to chale aaye sanam tujhko manane chahe tu maane chahe na maane chahe tu maane chahe na
huu huu huu mast baharon ka main aashiq main jo chahe yaar karun chahe gulon ke saye se khelun chahe kali se pyar karun hun sara jahan mere liye mere liye hun mast baharon ka main aashiq main jo chahe yaar karun chahe gulon ke saye se khelun chahe kali se pyar karun hun sara jahan hai mere liye mere liye main hun wo diwana jiske sab diwane han main hun wo diwana jiske sab diwane han kisko hai zarurat teri aye zamane han mera apna rasta duniyan se kya vasta mere dil mein tamannaaon ki duniyan jahan mere liye mere liye huu mast baharon ka main aashiq main jo chahe yaar karun chahe gulon ke saye se khelun chahe kali se pyar karun sara jahan mere liye mere liye meri aankhon se zara aankhen to mila de han meri aankhon se zara aankhen to mila de han meri rahen rok le nazren to bichade han teri sar ki hai kasam main jo chala gaya sanam to ye rut bhi chali jayegi ye to yahan hai mere liye mere liye huu mast baharon ka main aashiq main jo chahe yaar karun chahe gulon ke
tumse o haseena kabhi muhabbat na maine karni thi tumse o haseena kabhi muhabbat na maine karni thi magar mere dil ne mujhe dhokha de diya haaa magar mere dil ne mujhe dhokha de diya tumse o deewane kabhi muhabbat na maine karni thi tumse o deewane kabhi muhabbat na maine karni thi magar mere dil ne mujhe dhokha de diya haaa magar mere dil ne mujhe dhokha de diya aag sulag gayi nas nas mein neend rahi naa raha chain bas mein todi jaaye naa ab mujh se pyaar ki ye rasmen kasmen aa gayi bulbul to bas mein tauba meri tauba ye apni haalat na maine karni thi tauba meri tauba ye apni haalat na maine karni thi magar mere dil ne mujhe dhokha de diya haaa magar mere dil ne mujhe dhokha de diya log ye mujhko hai samjhaate beet rahi thi hanste gaate maine tumhen kisliye chheda raahon mein aate jaate mujhe sab hai sataate tauba meri tauba ke ye shararat na maine karni thi tauba meri tauba ke ye shararat na maine karni thi magar mere dil ne mujhe dhokha de diya haaa magar mere
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Ja Aa Ja Mere Paas Farz (1967) 04:27 40821
 
Poster of Farz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Jeetendra, Babita
Duration : 04:27   Song Number : 40821   

Bar Bar Din Ye Aaye Farz (1967) 06:04 20179
 
Poster of Farz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 06:04   Song Number : 20179   

Dekho Dekho Ji Farz (1967) 04:39 19213
 
Poster of Farz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Babita
Duration : 04:39   Song Number : 19213   

Hum To Tere Aashiq Farz (1967) 06:08 20551
 
Poster of Farz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Babita, Aruna Irani
Duration : 06:08   Song Number : 20551   

Mast Baharon Ka Main Aashiq Farz (1967) 05:53 20892
 
Poster of Farz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra, Aruna Irani, Babita
Duration : 05:53   Song Number : 20892   

Tumse O Haseena Farz (1967) 06:08 21371
 
Poster of Farz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant, Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Babita
Duration : 06:08   Song Number : 21371